
Tu muskura jahan bhee hai tu muskura
Tu dhoop ki tarahn badan ko choo zara
Shareer si yeh muskurahten teri
Badan main sunti hoon main aahten teri
Labun se aa k choo de apne lab zara
Tu muskura jahan bhee hai tu muskura
Shareer si yeh muskurahten teri
Badan main sunti hoon main aahten teri
Aisa hota hai khyaalun main aksar
Tujh ko sochun to mehak jaati hun
Meri rooh main basi hai teri khushboo
Tujh ko choo loon to behak jaati hun
Teri aankhun main, teri aankhun me
Koi to jaadu hai
Tu muskura jahan bhee hai tu muskuraaaa
Tu muskura jahan bhee hai tu muskura(Muskura)
Tu dhoop ki tarahn badan ko choo zara (Choo zara)
Shareer si yeh muskurahten teri (Ooooh)
Badan main sunti hoon main aahten teri
Taiz chalti hain hawaun ki saansen
Mujh ko baahun main lapet ke chupa le
Teri aankhun ki haseen noriyun main
Main badan ko bichun too sula le
Teri aankhun main koi to jaadu hai
Tu muskura jahan bhee hai tu muskuraaaa
Aaaa, aaa, aaaa….
Aaa aaa aaaa aaaaa aaaa.
Tu muskura jahan bhee hai tu muskura
Tu dhoop ki tarahn badan ko choo zara
Shareer si yeh muskurahten teri
Badan main sunti hoon main aahten teri
Labun se aa k choo de apne lab zara