Kaun Hoon Main Lyrics
Kaun hoon main
kaun hoon main
kaun hoon main
kaun
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash
Meri sooni sooni tanha raahon par
Who am I, who am I
Behke behke se palchin hain, hosh main bhi madhoshi hai,
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai
Who am I
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash ..
Meri sooni sooni tanha raahon par
Koi bhi to jaane na lamha meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka,
Koi bhi to jaane na lamha meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka,
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash ..
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash ..
Meri sooni sooni tanha raahon par
