
Teri yaad aaye jab mujh ko, Main Laut aun ga
Wo bheegi raat aur baarish boonden, Main bheeg jaun ga
Hooooo hohohooo
Faasle simat na sake, Raaste jo mit na sake
In faaslun ko simatna haiiiiii
In raastun pe chalna haiiiiii
Yeh dil ki baat, koi janena na jane, Main keh jaun ga
Who tere saath guzare lamhe, Na bhool paun ga
Hooooo hohohooo
Jo sapne sajaye mill kay
Khushi kay pal bitaye mil kay
Kya paya maine, Kya khoyaaa
Kab jaaga hun main, kab soyaaaaa
Teri har baat rulaye jab mujh ko, Main kho jaun ga
Wo teri chah sataye jab mujh ko, Main dol jaun ga
Hoooo hohohooo