umma ye ya, umma ye ya
umma ye ya, umma ye ya
how can i love you more
Mere sang to chal zara,kyun dikhe dara dara
Mere sang to chal zara,kyun dikhe dara dara
Chal tujh ko aa chupa loon,apni main baahun main
Chal khuwaab kuch saja doon,teri in nigahun main
Main jo sang hun,tere rang hun
Raahun se teri,chun loon main khuwaab
Har lamha yun guzre,ke kehna na chaahe pyaar
Main jo sang hun,tere rang hun
Raahun se teri,chun loon main khuwaab
Har lamha yun guzre,ke kehna na chaahe pyaar
umma ye ya,umma ye ya
hmma ye ya,umma ye ya
how can i love you more
how can i love you more
how can i love you more
Has de zara sa tu, teri hasi se mere kal ho haseen
Bas itna chahun main is zindagi se zyada kuch nahin
Has de zara sa tu, teri hasi se mile kal ho haseen
Bas itna chahun main is zindagi se zyada kuch nahin
Main jo sang hun,tere rang hun
Raahun se teri,chun loon main khuwaab
Har lamha yun guzre,ke kehna na chaahe pyaar
umma ye ya, umma ye ya
Rukna na raahon mein roke agar kal tujhe parchaiyan
Sang tere main bhi hun tanha nahin hai teri tanhaiyan
Rukna na rahun main roke agar kal tujhe parchaiyan
Sang tere main bhi hun tanha nahi hai teri tanhaayian
Main jo sang hun,tere rang hun
Raahun se teri,chun loon main khuwaab
Har lamha yun guzre,ke kehna na chaahe pyaar
Mere sang to chal zara,kyun dikhe dara dara
Mere sang toh chal zara,kyun dikhe dara dara
Chal tujh ko aa chupa loon,apni main bahun main
Chal khuwaab kuch saja dun,teri in nigahun main