Bollywood hindi movie aashayein all songs lyrics
Bollywood hindi movie aashayein songs lyrics Mera jeena hai kya song lyrics Dilkash dildar duniya song lyrics Rabba song lyrics Ab mujhko jeena song lyrics Shukriya zindagi song lyrics Pal mein mila jahan song lyrics Chala aya pyaar song lyrics
Download free lyrics of bollywood movie aashayein songs
Bollywood movie Aashayein song Mera jeena hai kya song lyrics
Ab duniya se shikwa nai, Na raha ab zindagi se gila
Kiska karam hai, Kiski dua hai
Ya naseebun se tu mujh ko mila
Ab jo miley ho door na jana, Tere bin dil lagta nai
Mera jeena hai kya, Marna hai kya
Jab saath tera nai
Aagey rabb kya karun
Jab tu hi mera nai
Berang se din hain, Tanha thin raaten
Kuch na badalta, Jo tum na aatay
Kehne ko yun to rishte kai hain
Rishtun me koi apna nahin
Mera jeena hai kya, Marna hai kya
Jab saath tera nai
Aagey rabb kya karun
Jab tu hi mera nai
Bollywood movie Aashayein song Ab mujhko jeena lyrics
A Ee A He Hey Hey
Ab Hai Ujala
Ab Hai Sawera
Ab Hawao Wao Wao Pe Kar Lu Basera
Ab Mai Zamane Ko Humraaz Kar Lu
Ab Aasmaano Pe Parwaaz Kar Lu
Is Pal Maisssssssss.. Hai Mujhko Jeenaaaaa, Ab Mujhko Jeenaaaa
Anjaana Kal Na Maanu Mai
Ovu Ovu Vo
Yeh Pal Hai Apna Jaanu Mai
Yahaa Chaaro Taraf Pyar Ke Silsilay
Dekho Veeranio Me Bhi Dil Hai Mile
Apni Manzil Ki Mujhko Khabar Hai
Is Pal Maisssssssss.. Hai Mujhko Jeenaaaaa
Ab Mujhko Jeenaaaa, Ab Mujhko Jeenaaaa
Bollywood movie Dilkash Dildar Duniya song lyrics
Tere bagair tarpa karen, tere bagair sapne roota karen
Maana k hain duniya haseen, tere bagair duniya hum karen
Dilkash dildaar duniya,tera deedar duniya
Hum jo na paye tujhko to hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya,tera deedar duniya
Hum jo na paye tujhko to hai bekaar duniya
Tere bagair be ronki, tere bagair khushiyan hum kya karen
Mausam sabhee hain dard k, tere bagair aur yeh tanha karen
Dilkash dildaar duniya,tera deedar duniya
Hum jo na paye tujhko to hai bekaar duniya
Dilkash dildaar duniya,tera deedar duniya
Hum jo na paye tujhko to hai bekaar duniya
Dhoop peehki lage, din udasi bhara, Shaam roothi lage, haal yeh hogya
Jaagte hum rahen, karwatun se kahen, Khuwaab hi wo koi dhoond laye naya
Neenden meri baaghi hui, tere bagair raaten ab kya karen
Oh be khabar oh be kadar, tere bagair har pal bikhra karen
Dilkash dildaar duniya,tera deedar duniya
Hum jo na paye tujhko to hai bekaar duniya
Bollywood movie Rabba song Lyrics
Kuch bole hue lafzun me chupi baaten
Aur adh khuli aankhun me kati raaten
Gumsum dabe dabe sulagte armaan
Khuwab nigahun me ho gaye mehmaan
Rabba re kya hua, Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, Kya khoya kya mil gya
Rabba re kya hua, Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, Kya khoya kya mil gya
Kuch sehme sisakte yuhin khyaalun me
Kuch anjaani tanhayi k khaalun me
Masti jagi jagi kya sargam cheren
Yaad ki dori ko thaam k na choren
Rabba re kya hua, Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, Kya khoya kya mil gya
Rabba re kya hua, Rabba re dil gaya
Rabba kya maajra, Kya khoya kya mil gya
Bollywood movie Shukriya zindagi song lyrics
Chan k ayi to kya chaandni to milli, Chand din hi sahi yeh kalli to khili
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Shukriya zindagi, teri mehrbaniyan
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Sirf ik rang se tasveer hoti kahin, gham nahin to khushi ki keemat nai
Dhoop chaun hai donu to dilkash jahan, Kya shikayat karen, fursat kahan
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Shukriya zindagi, teri mehrbaniyan
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Apni taqdeer ki hai yeh daastan, kabhee katilana kabhee mehrbaan
Mehrbaan jo dil ko karaar aagya, apne kaatil pe bhee pyaar aagya
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Shukriya zindagi, teri mehrbaniyan, teri mehrbaniyan
Shukriya zindagi, shukriya zindagi, shukriya zindagi
Bollywood movie Pal mein mila jahan song lyrics
Bollywood movie Chala aaya pyar song lyrics
Khuwabun ki lehren, Khushiyun k saye
Khushbu ki kirnen,dheeme se gaye
Yahi to hai humdum,wo saathi,wo dilbar,wo yaar
Yaadun k naazuk parun pe chala aaya pyaar
Chala aaya pyar…..
Khuwabun ki lehren, Khushiyun k saye
Khushbu ki kirnen,dheeme se gaye
Yahi to hai humdum,wo saathi,wo dilbar,wo yaar
Yaadun k naazuk parun pe chala aaya pyaar
Chala aaya pyar…..
Muhabbat ka darya ajooba nirala, Jo gehra wo paya kabhee na kinara
Muhabbat ka darya ajooba nirala, Jo gehra wo paya kabhee na kinara
Jo bekhauf dooba wohi to pohanch paya paar
Yaadun k naazuk parun pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar…
Kabhee zindagi ko sanware sajaye, Kabhee maut ko bhee gale se lagaye
Kabhee zindagi ko sanware sajaye, Kabhee maut ko bhee gale se lagaye
Kabhe jeet us ki sab kuch gaya wo jo haar
Yaadun k naazuk parun pe chala aaya pyar
Chala aaya pyar…
Khuwabun ki lehren, Khushiyun k saye
Khushbu ki kirnen,dheeme se gaye
Yahi to hai humdum,wo saathi,wo dilbar,wo yaar
Yaadun k naazuk parun pe chala aaya pyaar
Chala aaya pyar…..
Latest bollywood movies songs lyrics
Bollywood movie Lafangey parinday songs lyrics
Bollywood movie Peepli live songs lyrics
Bollywood movie Once upon a time in mumbai songs lyrics
Bollywood movie Tere bin laden songs lyrics

[...] Bollywood movie Aaashayein all songs lyrics [...]
hey john you look totaly cooland ossum in every film