Enjoy best common bollywood dialogues and jokes:

- Mai tumhara ehasaan zindagi bhar nahin bhuloonga
- Bacchhhaaaaaooooo. ….
- Bataoo, heeray kahan hai.
- Main tumharay bina mar jaa-oongi.
- Ghar mein do javaan betiyan hain
- Mein yeh shaadi nahin hone doongi
- Mai tumharay bachhe ki maa ban-nay waali hooon
- Nikal jaa mere ghar say…
- Maine tumhe paal pos kar bara kiya
- Driver, gaari roko
- Tum jaise gandi naali ke keere
- Mulzim ko Baa izzat bari kiya jata hai
- Ab hum kisi ko muh dikhane ke layak nahin rahe
- Kya isi din ke liye tujhe paida kiya tha
- Yeh sauda thumhe bahut mehenga parega
- Aey jee! Aap bare woh hain
- Kuttay, Kameenay mai tumhe jaan se maar doonga
- Yeh anyaye hai bhagwan
- Tum mere liye mar chuke ho
- Yeh aap kya kah rahen hai, bhai sahib